Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Nutan
Home Nutan
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ahhaaaaaaa hooooooo main sooraj hoon tu meri kiran sang tera raheeee hooooo oooooo ooooo main aag mein teri jal jaaun dil mera kahe hooooooo main sooraj hoon tu meri kiran sang tera raheeee hooooo oooooo ooooo main aag mein teri jal jaaun dil mera kahe hooooo oooooo ooooo ooooo ooooo ooooo oooo aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa chaand ka tukda mera humsafar tu chale to gire taare bhi raah par haaaaaa haaaa haaaa haaaa mujhpe huyi jab teri ye nazar main kahaan hoon nahin apni ye bhi khabar ab yaad jahaan ki bhulaane dekho ji dekho hum chale hooooooo main sooraj hoon tu meri kiran sang tera raheeee hooooo oooooo ooooo main aag mein teri jal jaaun dil mera kahe hooooo oooooo ooooo ooooo ooooo ooooo oooo aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa rutt hai jawaan aur tum bhi ho haseen hoo le chalo ke mujhe tum par hai yakeen haaa haaaa haaa haaaa pehlu mein tum ho to jannat hai yahin hai ye samaan to jannat mein bhi nahin ab pyaar ki duniyaa basaane dekho ji dekho
mat ro mata laal tere bahutere mat ro mata laal tere bahutere janam bhumi ke kaam aaya main bade bhaag hain mere mat ro mata laal tere bahutere mat ro hooo hans kar mujhko aaj vida kar janam safal ho mera hooo oo hans kar mujhko aaj vida kar janam safal ho mera rota jag mein aaya hansta chala ye baalak tera mat ro mata laal tere bahutere mat ro hooo dhool meri jis jagah teri mitti se mil jaayegi hoooo dhool meri jis jagah teri mitti se mil jaayegi sau sau laal gulaabon ki phool bhagiya laayegi mat ro mata laal tere bahutere mat ro hooo kal main nahin rahunga lekin jab hoga andhiyaara hooooo kal main nahin rahunga lekin jab hoga andhiyaara taaron mein tu dekhegi hansta ek naya sitaara mat ro mata laal tere bahutere mat ro hooo phir janmunga uss din jab aazaad bahegi ganga maiyaa phir janmunga uss din jab aazaad bahegi ganga unnat bhal himaalay par jab lehraayega tiranga mat ro mata laal tere bahutere mat ro mata laal tere bahutere janam bhumi ke kaam aaya main bade
ore majhi ore majhi oooooo mere majhi mere saajan hain us paar main man maar hoon is paar ho mere majhi ab ki baar le chal paar le chal paar mere saajan hain us paar main man maar hoon is paar ho mere majhi ab ki baar le chal paar le chal paar mere sajan hain us paar hoooo hooooo man ki kitab se tum mera naam hi mita dena gun to na tha koi bhi avgun mere bhula dena man ki kitab se tum mera naam hi mita dena gun to na tha koi bhi avgun mere bhula dena mujhe aaj ki vidhata mujhe aaj ki vidhata mar ke bhi rahta intezaar mere saajan hain us paar main man maar hoon is paar ho mere majhi ab ki baar le chal paar le chal paar mere sajan hain us paar mat khel jal jayegi kehti hai aag mere man ki mat khel mat khel mat khel jal jayegi kehti hai aag mere man ki main bandini piya ki main sangini hoon saajan ki mera khinchti hai aanchal mera khinchti hai aanchal man meet teri har pukaaar mere sajan hain us paar ore majhi ore majhi oooooo mere majhi
meri duniyaa ko bahaaron se sajaaya tumne jaane tum kaun ho jaane tum kaun ho jaane tum kaun ho dil ke viraane ko gulzaar banaaya tumne jaane tum kaun ho jaane tum kaun ho jaane tum kaun ho chal raha tha main akela koi ghum saaz na tha baat kehta kise dil ki koi hamraaz na tha ban ke hamraaz bhi ye raaz chhupaya tumne ban ke hamraaz bhi ye raaz chhupaya tumne jaane tum kaun ho jaane tum kaun ho jaane tum kaun ho koi sapna to nahin ho jisse apna samjha jaan e jaan samjha jisse jaane tamanna samjha saamne aa ke bhi parda na hataaya tumne saamne aa ke bhi parda na hataaya tumne jaane tum kaun ho jaane tum kaun ho jaane tum kaun ho kho na baithun tumhen paa ke ye khayaal aata hai jab bhi sochun mere dil mein ye sawaal aata hai kyu kareeb aa ke bhi nazron ko churaaya tumne kyu kareeb aa ke bhi nazron ko churaaya tumne jaane tum kaun ho jaane tum kaun ho jaane tum kaun ho jaane tum kaun ho jaane tum
kuchh mat puchho kaise beeti ghadiyaan intezaar ki nee baliye rut hai bahaar ki sun chhanve rut hai bahaar ki aakhir sun li manmohan ne mere mann ki boli ho oo ab jaakar hum ko pahchani unki nazarein bholi sakhi ghadi aa gayi mere shringaar ki nee baliye rut hai bahaar ki sun chhanve rut hai bahaar ki kuchh mat puchho kaise beeti ghadiyaan intezaar ki dil ne kaha tera sapna jhutha maine kaha sach hoga ho oo hum pahle din jaan gaye the kaise kya kab hoga sun lo ye sargam dil ke sitaar ki nee baliye rut hai bahaar ki sun chhanve rut hai bahaar ki kuchh mat puchho kaise beeti ghadiyaan intezaar ki raat raat bhar socha tumko kaise paas bulaaun ho dwaar khade tum laaj lage ab saamne kaise aaun ho oo kabhi ikraar ki kabhi inkaar ki nee baliye rut hai bahaar ki sun chhanve rut hai bahaar ki kuchh mat puchho kaise beeti ghadiyaan intezaar ki
o jaane wale ho sake to laut ke aana o jaane wale ho sake to laut ke aana ye ghaat tu ye baat kahin bhool na jaana o jaane wale ho sake to laut ke aana bachpan ke tere meet tere sang ke sahare bachpan ke tere meet tere sang ke sahare dhoondenge tujhe gali gali sab ye ghum ke maare poochhengi har nigaah kal tera thikana o jaane wale ho sake to laut ke aana de de ke ye awaaz koi har ghadi bulaye de de ke ye awaaz koi har ghadi bulaye phir jaaye jo uss paar kabhi laut ke na aaye hai bhed ye kaisa koi kuchh to batana o jaane wale ho sake to laut ke aana ye ghaat tu ye baat kahin bhool na jaana o jaane wale ho sake to laut ke aana
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm phool tumhe bheja hai khat mein phool nahin mera dil hai phool tumhe bheja hai khat mein phool nahin mera dil hai priyatam mere mujh ko likhna kya ye tumhare kaabil hai pyaar chhupa hai khat mein itna jitne saagar mein moti choom hi leta haath tumhara paas jo tum mere hoti phool tumhe bheja hai khat mein neend tumhe to aati hogi kya dekha tum ne sapna aankh khuli to tanhaayi thi sapna ho na saka apna tanhaayi hum door karenge le aao tum shahnayee le aao tum shahnayee preet badha kar bhool na jaana preet tumhin ne sikhlaayee phool tumhe bheja hai khat mein phool nahin mera dil hai phool tumhe bheja hai khat mein khat se jee bharta hi nahin ab nain milen to chain mile chaand hamare angna utre koi to aisi rain mile milna ho to kaise milen hum milne ki soorat likh do milne ki soorat likh do nain bichaaye baithe hain hum kab aaoge khat likh do phool tumhe bheja hai khat mein phool nahin mera dil hai phool tumhe bheja hai khat mein
raam kareeeeeeeeee ho ooooo raam kare aisa ho jaaye meri neendiyaa tohe mil jaaye main jaagun tu so jaaye main jaagun tu so jaaye raam kare aisa ho jaaye meri neendiyaa tohe mil jaaye main jaagun tu so jaaye main jaagun tu so jaaye guzar jaayen sukh se teri dukh bhari ratiyaan badal loon main to se ankhiyaan guzar jaayen sukh se teri dukh bhari ratiyaan badal loon main to se ankhiyaan bas mein agar hon ye batiyaan maangun duwaayen haath uthaaye meri neendiyaa tohe mil jaaye main jaagun tu so jaaye main jaagun tu so jaaye ho ooooo tu hi nahin main hi nahin saara zamaana dard ka hai ek fasaana tu hi nahin main hi nahin saara zamaana dard ka hai ek fasaana aadmi ho jaaye deewana yaad kare gar bhul naa jaaye meri neendiyaa tohe mil jaaye main jaagun tu so jaaye main jaagun tu so jaaye ho ooooo sapan chala aaye koi chori chori mast pawan gaaye lori sapan chala aaye koi chori chori mast pawan gaaye lori chandra kiran ban ke dori tere mann ko jhulaa jhulaaye meri
lala lala lalaa hmm hmm hmm hmm hmmmm hmm lala lala lalaa hmm hmm hmm hmm hmmmm hmm sajna hai mujhe sajna ke liye sajna hai mujhe sajna ke liye zara uljhi latte sanwaar loon har ang ka rang nikhaar loon ke sajna hai mujhe sajna ke liye sajna hai mujhe sajna ke liye paani pade tan pe to shola nikle jaane kaisi agan mein badan jale paani pade tan pe to shola nikle jaane kaisi agan mein badan jale din bhar ki thakan utaar loon har ang ka rang nikhaar loon ke sajna hai mujhe sajna ke liye sajna hai mujhe sajna ke liye ang ang dho loon zara mal mal ke phool si mehak uthun main khil ke ang ang dho loon zara mal mal ke phool si mehak uthun main khil ke titli se pankh udhaar loon har ang ka rang nikhaar loon ke sajna hai mujhe sajna ke liye sajna hai mujhe sajna ke liye sajj dhajj ke main zara ban than ke baan chalaungi nainan ke sajj dhajj ke main zara ban than ke baan chalaungi nainan ke aainaa zaraa nihaar loon khud apni nazar uthaar loon ke main to sajj gayi re sajna
surma mera niraala aankhon mein jisne daala jeevan hua ujaala hai koi nazar waala hai koi nazar waala lala la la la hooo lele surma le hooo hooo lele surma le hooo hooo tedidididi ayeeeee tududududdudu ayeeeee ye waqt ye zamaana jab naa lage suhaana phir mere paas aana khaadim hoon main puraana rastaa jo kuchh nazar hai samjhega kya asar hai andhe ko kya khabar hai hai koi nazar waala hai koi nazar waala yaya ya ya ya surma mera niraala aankhon mein jisne daala jeevan hua ujaala hai koi nazar waala hai koi nazar waala yaya ya ya hooo lele surma le hooo hooo lele surma le hooo hooo tedidididididi ayeeeee tududududdudu ayeeeee dushman jise sataaye isko lagaa ke jaaye jaa ke nazar milaaye dhokha kabhi naa khaaye bhudha ho yaa ho bachchaa kyun ho nazar ka kachchaa rakhtaa hoon maal sachchaa hai koi nazar waala hai koi nazar waala yaya ya ya ya surma mera niraala aankhon mein jisne daala jeevan hua ujaala hai koi nazar waala hai koi nazar waala bumm bumm hooo lele surma
ta thai tat thai at thai thai tat ta thai tat thai at thai thai tat thirke pag jeeya gaaye gaaye gaaye jaane na hua mujhe kya thirke pag jeeya gaaye gaaye gaaye ta thai tat thai at thai thai tat mehkati raahon tak behkati chaahon tak piyaa ki baahon tak mujhe hai jaana piyaa ki baahon tak mujhe hai jaana ghata aaye jhuk jhuk ke hawaa chale ruk ruk ke kare dil dhuk dhukr gali maare taana haaa aaaaa aaaa jaane na hua mujhe kya thirke pag jeeya gaaye gaaye gaaye ta thai tat thai at thai thai tat thirke pag jeeya gaaye gaaye gaaye ta thai tat thai at thai thai tat na soyi ankhiyaan re rulaaye ratiyaan re sataayen sakhiyaan re karun haaye main kya sataayen sakhiyaan re karun haaye main kya zara bal khaa ke aa zara ghabraa ke aa zara lehraa ke aa dil hai pyaasa haaa aaaaa aaaa jaane na hua mujhe kya thirke pag jeeya gaaye gaaye gaaye ta thai tat thai at thai thai tat thirke pag jeeya gaaye gaaye gaaye ta thai tat thai at thai thai tat aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa
tujhe kyaa sunaaun main dilruba tere saamne mera haal hai teri ik nigaah ki baat hai meri zindagi ka sawaal hai tujhe kyaa sunaaun main dilruba meri har khushi tere dum se hai meri zindagi tere ghum se hai meri har khushi tere dum se hai meri zindagi tere ghum se hai tere dard se rahe bekhabar mere dil ki kab ye majaal hai tujhe kyaa sunaaun main dilruba tere husn par hai meri nazar mujhe suboh shaam ki kya khabar tere husn par hai meri nazar mujhe suboh shaam ki kya khabar meri shaam hai teri justzoo meri suboh tera khayaal hai tujhe kyaa sunaaun main dilruba mere dil jigar mein sama bhi jaa mere dil jigar mein sama bhi jaa rahe kyun nazar ka bhi faaslaa ke tere bagair to jaane jaan mujhe zindagi bhi muhaal hai tujhe kyaa sunaaun main dilruba tere saamne mera haal hai teri ik nigaah ki baat hai meri zindagi ka sawaal hai tujhe kyaa sunaaun main dilruba
tum agar mujhko na chaaho to koi baat nahin tum kisi aur ko chaahogi to mushkil hogi tum kisi aur ko chaahogi to mushkil hogi ab agar mail nahin hai to judaai bhi nahin baat todi bhi nahin tumne banai bhi nahin ye sahara hi bahot hai mere jeene ke liye tum agar meri nahin ho to parayi bhi nahin mere dil ko na saraaho mere dil ko na saraaho to koi baat nahin to koi baat nahin gair ke dil ko saraahogi to mushkil hogi tum kisi aur ko chaahogi to mushkil hogi tum haseen ho tumhen sab pyaar hi kartein honge main jo marta hoon to kya aur bhi marte honge sabki aankhon mein issi shauk ka toofan hoga sabke seene mein yahi dard ubharte honge mere gham mein na karaaho mere gham mein na karaaho to koi baat nahin to koi baat nahin aur ke gham mein karaahogi to mushkil hogi tum kisi aur ko chaahogi to mushkil hogi phool ki tarah haso sabki nigahon mein raho apni masoom jawani ki panaahon mein raho mujhko wo din na dikhana tumhein apni hi kasam main tarasta rahoon tum gair ki
tumhari mast nazar tumhari mast nazar garr idhar nahin hoti nashe mein choor fiza iss kadar nahin hoti tumhari mast nazar aa aa aa aa tumhin ko dekhne ki dil mein aarzooein hain tumhin ko dekhne ki dil mein aarzooein hain dil mein aarzooein hain tumhare aage hi oonchi nazar nahin hoti tumhare aage hi oonchi nazar nahin hoti tumhari mast nazar khafa na hona agar badhke thaam loon daaman khafa na hona agar badhke thaam loon daaman badhke thaam loon daaman ye dil fareb khataa jaankar nahin hoti ye dil fareb khataa jaankar nahin hoti tumhare aane talak hum ko hosh rehta hai tumhare aane talak hum ko hosh rehta hai hum ko hosh rehta hai phir iske baad humein kuchh khabar nahin hoti phir iske baad humein kuchh khabar nahin hoti tumhari mast nazar
aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa hoooo hooo ye tanhaayi haaye re haaye jaane phir aaye na aaye thaam lo baahen thaam lo baahen ye tanhaayi haaye re haaye jaane phir aaye na aaye thaam lo baahen thaam lo baahen jhoom jhoom gaaun pyaar se sharmaaun ek nasha sa mujhe ho chala teri meri chaahen roz badi jaayen aur na toote kabhi silsila dekh teri meri ab ek dagariya thaam lo baahen thaam lo baahen aaj bane saathi deep aur baathi jagmagaayi meri zindagi paa ke tere saaye kaun aage jaaye tu mila to mili har khushi tan mann chamke hai jaise bijuriya thaam lo baahen thaam lo baahen aaj samay aaya maine tujhe paaya main lata hoon tere pyaar ki phool naye laaun tujhko mehkaaun main kali hoon tere haar ki pyaar ki humare amar ho umariyaa thaam lo baahen thaam lo baahen ye tanhaayi haaye re haaye jaane phir aaye na aaye thaam lo baahen hmmm hmm hmmm hmmm hmm hmmm thaam lo baahen
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm aaaa aa aaa aa aaaa aa aaa aa aaaa aa aaa aa aaaa aa aaa aa ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho aa aa aa aa aa aa aa aa hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm jeet jaayenge hum ho ho ho ho jeet jaayenge hum tu agar sang hai zindagi har kadam ik nayi jung hai zindagi har kadam ik nayi jung hai jeet jaayenge hum jeet jaayenge hum tu agar sang hai zindagi har kadam ik nayi jung hai zindagi har kadam ik nayi jung hai tune hi sajaaye hai mere honthon pe ye geet tune hi sajaaye hai mere honthon pe ye geet teri preet se mere jeevan mein bikhra sangeet mera sab kuchh teri den hai mere man ke meet main hoon ik tasveer tu mera roop rang hai aye aye aye aye aye zindagi har kadam ik nayi jung hai zindagi har kadam ik nayi jung hai hausala na chhod kar saamna jahaan ka hausala na chhod kar saamna jahaan ka wo badal rahaa hai dekh rang aasmaan ka rang aasmaan ka ye shikashat ka nahin ye fateh ka rang hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Main Sooraj Hoon Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966) 03:34 13108
 
Poster of Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
G L Rawal
Music Director- 
Sonik-Omi
On Screen Actors- 
Dharmendra, Nutan
Duration : 03:34   Song Number : 13108   

Mat Ro Mata Laal Tere Bandini (1963) 04:08 12824
 
Poster of Bandini (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Nutan, Dharmendra
Duration : 04:08   Song Number : 12824   

Mere saajan hain us paar Bandini (1963) 03:09 12825
 
Poster of Bandini (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Nutan
Duration : 03:09   Song Number : 12825   

Meri Duniyaa Ko Bahaaron Se Sajaya Sanjh Ki Bela (1980) 05:05 16473
 
Poster of Sanjh Ki Bela (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Nutan
Duration : 05:05   Song Number : 16473   

Nee Baliye Rut Hai Bahaar Kanhaiya (1959) 05:00 36212
 
Poster of Kanhaiya (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nutan
Duration : 05:00   Song Number : 36212   

O Jaane Wale Ho Sake To Bandini (1963) 03:24 21072
 
Poster of Bandini (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Nutan
Raag- 
Sarang
Duration : 03:24   Song Number : 21072   

Phool Tumhe Bheja Hai Saraswatichandra (1968) 04:00 21105
 
Poster of Saraswatichandra (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Manish Kumar, Nutan
Duration : 04:00   Song Number : 21105   

Raam Kare Aisa Ho Jaaye Milan (1967) 05:11 12392
 
Poster of Milan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Nutan
Duration : 05:11   Song Number : 12392   

Sajna Hai Mujhe Sajna Saudagar (1973) 05:09 12481
 
Poster of Saudagar (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Nutan, Padma Khanna
Duration : 05:09   Song Number : 12481   

Surma Mera Kabhi Andhera Kabhi Ujala (1958) 03:19 12218
 
Poster of Kabhi Andhera Kabhi Ujala (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Nutan
Duration : 03:19   Song Number : 12218   

Ta Thai Tat Thai Tere Mere Sapne (1971) 04:50 18177
 
Poster of Tere Mere Sapne (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Dev Anand, Nutan
Raag- 
Jhenjhuti
Duration : 04:50   Song Number : 18177   

Tujhe Kyaa Sunaaon Aakhri Dao (1958) 03:19 12557
 
Poster of Aakhri Dao (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan Kohli
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shekhar, Nutan
Duration : 03:19   Song Number : 12557   

Tum Agar Mujhko Na Chaho Dil Hi To Hai (1963) 04:28 13100
 
Poster of Dil Hi To Hai (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nutan
Raag- 
Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:28   Song Number : 13100   

Tumhari Mast Nazar Dil Hi To Hai (1963) 03:25 12035
 
Poster of Dil Hi To Hai (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nutan
Duration : 03:25   Song Number : 12035   

Ye Tanhaayi Haaye Re Haaye Tere Ghar Ke Samne (1963) 03:04 14339
 
Poster of Tere Ghar Ke Samne (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Nutan
Duration : 03:04   Song Number : 14339   

Zindagi Har Kadam Ik Nayi Jung Hai Meri Jung (1985) 06:35 21501
 
Poster of Meri Jung (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Meenakshi Seshadri, Nutan
Duration : 06:35   Song Number : 21501   
Karaoke Songs of Nutan, Sad Songs of Nutan, Love Songs of Nutan, Dance Songs of Nutan, Hip-hop songs of Nutan, Best songs of Nutan, Super hit songs of Nutan, hit songs of Nutan, duet songs of Nutan, solo songs of Nutan, old songs of Nutan, famous songs of Nutan, Hindi Karaoke Songs of Nutan, Hindi Sad Songs of Nutan, Hindi Love Songs of Nutan, Hindi Dance Songs of Nutan, Hindi Hip-hop songs of Nutan, best Hindi songs of Nutan, super hit Hindi songs of Nutan, hit Hindi songs of Nutan, duet Hindi songs of Nutan, solo Hindi songs of Nutan, old Hindi songs of Nutan, famous Hindi songs of Nutan, Sing Along Songs of Nutan, Sing Along Sad Songs of Nutan, Sing Along Love Songs of Nutan, Sing Along Dance Songs of Nutan, Sing Along Hip-hop songs of Nutan, Sing Along Best songs of Nutan, Sing Along Super hit songs of Nutan, Sing Along hit songs of Nutan, Sing Along duet songs of Nutan, Sing Along solo songs of Nutan, Sing Along old songs of Nutan, Sing Along famous songs of Nutan